Kishore Kumar- 3

Some more gems from the guy that I can remember readily. This is a medley, dard bhare songs included.

Jeevan se bhari teri aankhen, majboor karein jeene ke liye..from Safar

Zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo makaam woh phir nahin aate..this gives me goosebumps whenever I hear it, it is sung so soulfully.

Yeh jeevan hai, is jeevan ka, yehi hai, yehai hai, yehi hai rang roop...

Kuch to log kahenge logon ka kaam hai kehna..

Dukhi man mere sun mera kehna jahan nahi raina wahan nahin chaina

Musafir hoon yaaron na ghar hai na thikaana ..

Jeevan ke safar mein rahi milte hain hain bichhad jaane ko aur de jaate hain yadein tanhaai mein tadpane ko..

Kaise kahein hum pyar ne hum ko kya kya khel dikhaye, yun sharmaayi kismat hum se hum khud se sharmaaye..

Thandi hawa yeh chandni suhani aiye mere dil suna koi kahaani..

Teri duniya se hoke majboor chala, main bahut door...

O maajhi re apna kinara nadiya ki dhaara hai..

Dil aisa kisine mera toda, barbaadi ki taraf aisa moda.

Mere mehboob qayamat hogi, aaj rusva teri galiyon mein mohabbat hogi..






No comments:

XLRI Doctoral Colloquium 2024

 Pics from a well-organised event.  With TAS Vijayaraghavan, my classmate and XLRI prof., and Dr. Prashant, host. My talk on Building Academ...

These Were Liked a Lot